***
ghum ki tabah kariyo’N ko kum na kar sakaY
koyee ilaaj hum dil-e-barham na kar sakaY
dil ke dyar-e-shauq meiN jalta huwa diya
lau us ki khawhishaat ki madham na kaR sakaY
saazeena-e-hyat ko chaiRa tu baaR baaR
suR meiN kisi be saa’ns ki sargam na kaR sakaY
zakhmoN ko mairay go bahut hamdardia’n mileeN
alfaaz mairay dard kaa marham na kaR sakaY
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
rasmo’N na dalee paao’N maiN zanjeeR is tarah
kuch tum na kar sakaY kabi kuch hum na kaR sakaY
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
aa’nsoo diyay kisi nay kisi say milay fraib
hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Amal
February 21, 2002, 11:43pm
2
Beautiful
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
…bohat khoob Nikami ji
MeiN pal do pal ka shaaer hooN…
bohat khoob jano ge
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
~ ~~ ~~ ~~ ~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~ ~~ ~~ ~~ ~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~ ~*
thanks Amal…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks Chandoo
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
g
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
rotey nahi…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~