Huh.. ab jacket pehno, CAR nikaalo ( bike nahi hai tou) , CORNICHE* jaao
Tea ka paisa, Road mein Juice, Brain ka bheja hota hai… FRY
Na Police ka bharosa, na LADY Driver ka bharosa, kaun bharega paisa?
Kaun khaayega fine…Mukalfa*? Main? Nahin nahin umm..hmm..umm..hmm..
Apna bas ek usool, saare jahaan ko qubool hai
Jaan jaaye toh jaaye, par meri Car na jaaye
Car jaaye toh kissi na kissi ki, jaan jaaye
Koyi NOS maange, koyi TURBO maange
Apun ka ek hi jawaab hai yaar
Tez Car…umm hmm tez Car hmm..tez Car, bas tez Car
Kitna samjhaaya hero ko .. ungli nahi karne ka!!! PAR
Is desh mein har kisi ka favourite time pass hai bhagana, gaana aur ******
Aur na hi toh Bhagane ke liya uthe ga, gaane ke liye ruke ga na ****** ke liye lete ga
Lekin woh saala, ruk gaya aur kaali ka dil, dhok gaya
Abbe saale, taqdeer teri jhukti pehle, maut tere sar pe hai
Lekin baatein aisi karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai
Tez dhaar tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar…tez dhaar tez dhaar…
Kya karta boss? Public ki demand thi, toh Sinner ko aana hi para
Kahaani khatam hone ko aayi, aur saala action shuru hi nahin huwa
Ha! Ab main aa gaya hoon na
Ab dikhta hoon tamaasha, dikhta hoon tere ko ria, ayesha ya bepasha samjha!
I write this songs specially 4 my profile … just suits my style
Corniche = name of place … road on seaside
Mukalfa = arabic word mean FINE