Ranj kitna bhi karen un ka zamaane walay,
Jaane walay to nahin laut ke anay walay..
Re: ranj
bahot Khoob intiKhaab rahaa aapkaa. shiraakat ke liye shukria.
mujhe bhii ranj o malaal e yaad-e-raftagaaN ke silsile se yeh she’r yaad aa gayaa:
**ranj kii jab guftugu hone lagii
aap se tum, tum se tu hone lagii
**