Dil jal araha tha ghum say magar naghma gar raha
Jab tak raha main saath mairay yeh hunar raha
Subh e safr ki raat thi,taaray thay aur hawa
Saaya sa aik dair tak baam par raha
Mairi sadaa hawa main buhat dor tak gaee
Par main bula raha tha jissay’bay khabar raha
Guzri hay kiya mazay say khayaloo’n main zindagi
Doorii ka yeh ta’lism barra kaargar raha
Khauf aasmaan kay saath tha sar per jhuka hova
Koi hay bhi ya naheen hay’yahi dil main dar raha
Us aakhiri nazar main barra dard tha Munir
Jaanay ka us kay RANJ mujhay numer bhar raha
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
bohat khoob!
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
hmmm ACHI HEY but thori si touchi hey lala ji
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
:k:
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
thanx shobi bhai :)
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Thanx G^R …
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
nice one actually :)
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
bohet khoub bechay
thx a sharing :)
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Khauf aasmaan kay saath tha sar per jhuka hova
Koi hay bhi ya naheen hay'yahi dil main dar raha
kool buddy
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Tumhain Time mil gaya yahan jhanknay ka 
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
^ haan tumhara ghumgeen poems parnay ka 
firaq
12
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Jab tak raha main saath mairay yeh hunar raha
Subh e safr ki raat thi,taaray thay aur hawa
Saaya sa aik dair tak baam par raha
Mairi sadaa hawa main buhat dor tak gaee
Par main bula raha tha jissay'bay khabar raha
Guzri hay kiya mazay say khayaloo'n main zindagi
Doorii ka yeh ta'lism barra kaargar raha
Khauf aasmaan kay saath tha sar per jhuka hova
Koi hay bhi ya naheen hay'yahi dil main dar raha
Us aakhiri nazar main barra dard tha Munir
Jaanay ka us kay RANJ mujhay numer bhar raha
firaq
13
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Aadab,
Bahot Khoob........
Re: ~ RanJ ~ by Munir Niazi
Thanx all of u 