Re: Ranger arrested Dr. Hasan Zafar Arif
chalain app ka asal chehra to samny aya… 70 saak kay admi jo kay sab say qabil hia… philosophy ka phd ha… jo sirf press release karny giya usko bagir kisi ilzam kay jail main dal diya..
yeh wohi budha hai .. jisnay zia kay tareek dor main uska hukum nahi mana… aik aamir kay samny dat giya