Everytime.. when someone arrested by rangers.. you come with same logic…
Altaf Hussain apologized… pakistan murdabad kahnay say koi traitor nahi hogajata..
main pakistan zindabad nahi kahonga… aur ager koi kahta hai to besharm hai.. achakzai… isko kisnay gaddar kaha.. yeh ajj bhi assembly jata hia…
fazool ki batain mat karo… Shoiab Suddle on record told… 99.99 FIR agaisnt mqm was fake …
so now you come with another choran.. that he chanted anti pakistan rally.. something happened within Karachi Press club.. that was not rally… use your brain…
awam ki bhari tadad isko hi pasand karti hia… ajj jo mayor central jail main bheta hia.. isko kis nay jakar kar rkaha hai… ikhtiyar aur kam karny nahi do gai to kiya karain gain…
yeh uss jamat ka worker hai.. jisnay zia kay zamany main thokarin khain hia…
ajj yeh… 70 saal kay phd buzurg aur 16 saal ki beeti aur 12 saal kay bachay ki griftari ki mazammat nahi kar sakta…