ehsan
1
R****angat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
** Khushbuu tere aanchal se havaaon ne uraai **
** paimaane kaa dil tuut na jaaye to kahuun main **
** hai cheez Gazab kee jo nigaahon nay pilaai **
** qaidi teri zulfon kaa hai aazad jahan say **
** mujh koh yeh rihaai to sazaaon ne dilaai **
** maanaa kay bahaaron ne khilaayaa hai gulon ko**
** ulfat kee kalee dil mein vafaaon ne khilaai **
** thum thum ke barasanaa kabhi jhum jhum ke barasana **
** saavan koh adaa yeh mere ashkon ne sikhaai **
** manzil pey pahunch kar ‘nasiim’ ehasaas huaa hai**
** jis raah se pahunchaa yeh Khataaon ne dikhaai**
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
uffffffffffffffffffffffffff
ehsan
3
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
Kiya howa. 
Amal
4
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
ehsan bhi ye to award-winning performance hey aap ki 
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
nai ghalat na samjhain,ap ki poem to bohat achi hai,ye to mera paon kursi k neeche a gya to iss liye uffffffffffffff nikal k yahan type ho gya 
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
nai parhon gi 
ehsan
7
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
Good. 
Aryaan
9
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
Bohat hi Khoob Ehsan Bhai..
Daanie
10
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
wonderful :)
Re: Rangat teri zulfon kee ghataaon nay churaai
Bhut he umda :k: