Re: Rang Rangeeli shayari
YUP…gaanoN kii haiyat agar she’rii taqaazoN ko puraa kare to she’r hii huaa…bechaare filmii naGhma-nigaar bhii to bunyaadii taur pe shaa’ir hii huaa karte haiN!
ab vo achchhe shaa’ir haiN yaa bure, yeh ek alag mauzoo’ hai!
vaise, kuchh filmii GhazleN kisii ustaadaanah Ghazal se kam nahiiN haiN! ![]()