Random

Re: Random

Bhoolne wale se koi keh de zara is tarhan yaad anay se kya hai faida jab mere dil ki duniya basti hi nahin to khiyalaon main anay se kya hai faida char tinke jala keh kya mil gaya mit saka na zamane se mera nishan mujh pe bijli girao to jano sahi ashiyanay par giranay se kya hai faida