Random

Badlon ke darmiyan kuch aisi sazish howi Mera ghar thaa mitti ka mere hi ghar barish howi Usko bhi zidd hai bijlian giranay ki Hamain bhi zidd hai wahean hi ashyana bananay ki

Re: Random

Phir kia hova :@:

This wonderfull poem i really like it .
[qu=mama ki dua;6115882]

Badlon ke darmiyan kuch aisi sazish howi
Mera ghar thaa mitti ka mere hi ghar barish howi
Usko bhi zidd hai bijlian giranay ki
Hamain bhi zidd hai wahean hi ashyana bananay ki


[/quote]

Re: Random

waah nice effort!

jaha merze jo merze bana lo kon mana kere gah :ASA:

Re: Random

Thanks

Masoom: agar kisi ne manna kia tumhain bataon gi danda le kar aa jana :crying:
:stuck_out_tongue:

Aliyish: woh next episode main pata chalay ga :@:

Re: Random

ai abr --------
tujhay jis qadar barasna hai baras ja
kay main registan hoon
main aala zarf hoon
zabt hai mujh main
magar-----
wahan na is qadar barasna
kay woh bechare jhonpri walay
thes lagnay say bikharnay walay
teri lazzat say aashna nahi

Re: Random

Bhoolne wale se koi keh de zara is tarhan yaad anay se kya hai faida jab mere dil ki duniya basti hi nahin to khiyalaon main anay se kya hai faida char tinke jala keh kya mil gaya mit saka na zamane se mera nishan mujh pe bijli girao to jano sahi ashiyanay par giranay se kya hai faida

Beautiful:-)

Munni begum ko sun’naa shuuruu kardia kia :aq:

Re: Random

woh kaun hain? :hmmm: