Random

Re: Random

ai abr --------
tujhay jis qadar barasna hai baras ja
kay main registan hoon
main aala zarf hoon
zabt hai mujh main
magar-----
wahan na is qadar barasna
kay woh bechare jhonpri walay
thes lagnay say bikharnay walay
teri lazzat say aashna nahi