Ran mareed ka khuwaab

Aik din aik run mareed (jo beewi kay thallay laga hota hai), nafsiaati doctor kay paas jata hai.

Doctor ko ja kar kehta hai “Doctor Saahib, maine raat ko darona khuwaab dekha hai. Main nay dekha kay aik weeran jazeera hai, aur waha 12 bohat hi khoobsurat ortaiN haiN jinkay saath mai reh raha hooN”.

Nafsiaati doctor nay kaha…“Magar Ye Darona khuawab kaise hoa?”…to wo shaks juwaab deta hai “KYA AAP KO PATA HAI BARA ORTO KA KHANA PAKANA KIS QADAR MUSHKIL KAAM HAI?”

lol

Re: Ran mareed ka khuwaab

:D

Re: Ran mareed ka khuwaab

:D