Ramdan Ul Mubarak Mein Kya Parhein

Re: Ramdan Ul Mubarak Mein Kya Parhein

**Taak Raton ki ibadaat abhi s esare ekr detay hain ham kune k alst main ham shaid na aa paye q k aitekaaf epr bethna hai Alhamdulilah so

****Bukhari o Muslim An Abi Hareerah Ne Farmaya Fakharo DoAlam Ne K Rozay Aur Quran Banday K Liye Safarish Karein Gay'Rozay Kahein gay "Aye Rab Hum ne Is Ko Din mein Khanay Aur Deegar Khwahishat Se Rok Diya Lihaza Is K Haq Mein Hamari Safarish Qabool Farma Lijiye'Quran Arz Kare Ga K"Main ne Raat Ko Ise Sone Na Diya Is K Haq Mein Meri Dua qabool Karein Chunacha Dono Ki Sifarshein qaboool Ker Li Jayein Gin

ham Shab-e-Qadar k hawalay se Aur pehle dusre aur teesre Ashray k Mutaliq Bhi Biyan Karein Gay mean k in Days mein kaun Se Ibadat Ki Jaye Plz vist kerte rahiye ga
**