Ramdan Ul Mubarak Mein Kya Parhein

Re: Ramdan Ul Mubarak Mein Kya Parhein

Juma Tul Wida'a
*Ramdan ul mubarak k akhri jumaa ko baad nimaz e Zohar do rakaat nimaz Parhein,Pehli rakaat Main Surah fateha k baad surah Zalzaal aik baar surah akhlaas *

*dus martba dusri mein baad Surah fateha k Surah kaferoon teen martba parhein aur baad Salam k 10 martba Darood Sahreef parhein phir Do rakaat nimaz parhein pehli rakaat mein surah fatea k baad Surah tukasir{Alhakumutakasir} Aik baar *
*surah Akhlas 10 dafa dusri rakaat mein surah Fateha k baad aiyatul kursi ten martba surah akhlas 25 mrtba bad salam k daroord shareef 10 mrtba parhein. *

Is namaiz k beshumar fazail hain aur is nimaz k parne walay ko Allah Paak qiyamat tak be inteha sawab ata farmayein Gay Insha Allah