mere ek dost ne apnii Bhabhii ko fone kiyaa aur Ramadhaan kaa Chaand kii mubaarakbaad dii aur yeh farmaayaa!
dost: Bhabhii, salaam aur mubaarak ho…chand ho gayaa!
dost kii Bhabhii: mujhe to nahiiN dikh rahaa koii chaand
Dost: Bhabhii, dekheN na masjid ke meenaar ke oopar baayiiN jaanib
dost kii Bhabhii: mujhe to koii chaand vaand nahiiN dikh rahaa
dost: Bhabhii, zaraa chashma lagaa kar dekheN. sachchii, chaand ho gayaa hai!
dost kii Bhaabhii: kahiiN tumko tumhaarii Begum to nahiiN dikh gaiiN jise tum chaand samajh baiThe ho…hahahaha
dost: Bhabhii, haaye! merii Begum ab 29 yaa 30 kaa chaand kahaN rah gaiiN…ab to vo pooraa chaand haiN…full moon ikdam:
donoN: hahahahahaha hahahahahahaha hahahahaha
29, 30 kaa chaand = baareek aur patla hotaa hai [THIN]
pooraa chaand = gol maTol [FAT!]