Re: Ralli
Micro…yeh patches meN bhii milte haiN…merii pic patchwaali nahiiN hai…![]()
i’ve one that i use…but it was made locally by a Mennonite woman. ![]()
Vicky Razaaii? what’s that? u mean Vicky kii razaaii? ![]()
razaaii to jaaRaa bhagaane ke liye hotii hai…ek gaanaa bhii to thaa:
jaaRaa lagaaaa, aa rajaaii meN ghussssss jaa!!! ![]()