raksha bandhan

Re: raksha bandhan

koi shak nahi. i was curious if it was da or your sister. :)

where will you guys go to celebrate? pizza hut?

Re: raksha bandhan

will celebrate it at home. can't go anywhere due to Taraveeh

Re: raksha bandhan

aur app ki salgirah kab hoti hai.

Re: raksha bandhan

20th Feb... kehne ko jashn e baharan hai

Re: raksha bandhan

:hehe: app jatay hain uss tarah kay jashan main.

Re: raksha bandhan

wow ap kya gift de rahay ho

thnkx :blush:

Re: raksha bandhan

agay kya hai 20th feb 19....

Re: raksha bandhan

abhi 2 mah pehle to mobile leke dia hai, but she says ‘wo to mera mobile kharab ho gaya tha to leke dia tha, ab subh office jate huwe gift de ke jana’… cheating

Re: raksha bandhan

198... aage aap jo fill karden

Re: raksha bandhan

iphone ya Samsung III

she will like it. you may also buy tablet pc too. :hmmm:

Re: raksha bandhan

lolz bheno ka haq hota hai acha sa gift dena, how old is she

1980??? :cb:

Re: raksha bandhan

shabash… abhi to bataya ke 2 mah pehle mobile leke dia hai… main to soch raha hoon ek teer se do shikar eidi aur gift sath sath :wink:

Re: raksha bandhan

woh app say eidi bhi lain gi aur gift bhi. yeh app ka teer kaman main laga hi reh jaye ga. dont try any negotiation. :snooty:

Re: raksha bandhan

:hmmm: baat to sach hai magar baat hai ruswai ki

Re: raksha bandhan

meri baat ka tu jawab de na 1980 hai kya?

Re: raksha bandhan

raswai to jab hogi, jab app eidi kay time par unko khali hath bhej dain gain. divide your budget now and buy gift in that range so you and your sister both remain happy.

Re: raksha bandhan

kuch saal aage badha dejiye aunty.. main aap ka hum umar nahin :wink:

Re: raksha bandhan

Mashwara to acha hai.... khair behno se kia hisab kitab karna

Re: raksha bandhan

:cb: aur kitni barhain

Re: raksha bandhan

main hisab kitab ki baat behan say karny ko nahi kah raha hon. main sirf salah dai raha hon.