**Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
Main toot bhi jaon tu bikharnay nahin daita,
Is darr say kahin kanta na chub jaey haath main,
Woh phool bhi muj ko pakarnay nahin daita,
Woh is qadar hasaas mohabbat hai meri,
K koi gham meray seeny main palnay nahin daita,
Jis raat ki tareeki say ata hai mujhay khauf,
Us din ko woh phir raat main dhalnay nahin daita**
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
Bahut khoob …:k:
rabika
3
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
:k:
Aryaan
4
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
Very Nice Silent Boy..:k:
naruto
5
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
nice posing...
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
thanks u so much All of u
bhaand
7
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
bari gal hay g
Ali_2
8
Re: Rakhta hai mujhay thaam kar girnay nahin daita,
nice sharing
system
10