Re: Raiwind Operation against TERRORIST Turns out to be FAKE
bilkul mujhay ilam hay Lekin filhal IK key peechay lag kar uss k blind followers bhi punjab ko bura bhala kahney men lagay hoye hein. Yah bilkul sach hay aur sach hamesha karwa hota hey.
Punjab main chiri bhi paishab ker day to thread open ho jata hay. Punjab sub sobon say bahtar hay lekin ap log nahin mano giay. Udhar har sobay say akar banda kam karta hay aur koi kissi ko kuch nahin kahta hay. u kabhi Punjab University ya UET, Lahore men visit karaiN aur daikhin tamam sobon say log udhar hen kah nahi ? Peshawar, Baluchstan and Karachi university mein ja kar batai kitnay punjabi udhar parh rahy hai ?
mujhay IK say nahin uss key hate speeches per aitraz hay aur ager punjab k khilaf bolnay walon ko ap bakhushi like kartay ho to agar ek banda punjab k himayat kary to woh bhi bardasht nahin ho raha hay ![]()