Raining

Barish

Thendekh ankhoon ki, tapish mey badl gaee
Ansoon jeb selab baneye
Dil ka khender khalee mila…
Tow iss ka angen wohh bherein

Jaan ki ruswaee howee bohet
bana tha wohh hemdard
aik mehmaan heyunkareeb
Jisey khwaish …keye setchey wastey, khood hi sey is ka damen chowrein

Tu phir a gaee aaj
Kiya dho sakeye gi, meirey dil keye gemgeen dagh?
Kiya jila deye sakeye gi,
Koe niya shafaf-teskeen, koe pur amen ehsas?

Re: Raining

BoHat Khoob !!!!
Ik auR BaRish S3 ReLAt3d NazM *
*

barishon ka mosam hay
rooh ki fizaaon main
gham zada hawain
bay sabab udaasi hay
ik ajeeb mosam main
bay qaraar raton ki
bay shumar batain hain
an ginat afsaanay hain
jo boht khamoshi say
dil pay sahtay phirtay hain
or ba amr e majboori
sab say kahtay phirtay hain
aaj mosam acha hay
aaj hum boht khush hain
baarishon ka mosam hay. *
*