pahle to Raf’ii kaa gaayaa huaa naGhma samaa’at farmaaiye us ke ba’d ek aur gulu-kaar ko suniyegaa jis ne bahooot umda naql kii hai…kaafii aawaaz miltii jultii hai Raf’ii saab se:
is rang badaltii dunyaa meN insaan kii niyat Theek nahiiN
niklaa na karo tum saj dhaj ke iimaan kii niyat Theek nahiiN