**Nahi hota kabhi jo rabita us say mera mohsin **
main khud main doob jata hoon ,
**woh mujh ko mujh main milta hai **
**Nahi hota kabhi jo rabita us say mera mohsin **
main khud main doob jata hoon ,
**woh mujh ko mujh main milta hai **
Re: Rabita
hmmm, is say kya zahir hota hay?
Re: Rabita
^ is say zahir hota hay ..k mohsin bohat ghareeb hay us kay pass cell phone hee nahi hai
ya us nay Zong ki sim lee hay jis main her waqt call failed rehtee hay
ya mumkin hay mohsin k pass balance kam ho
to woh apnay dil main jhaank ker tasveer-e-jannan say dil behlaata hai
shukriya
Re: Rabita
ji bohot acha.
aapko urdu kay paper main 100 main say sirf 33 marks milaingay
Re: Rabita
^ is main bhi mera qasoor nahi READER hee bad zoq hai jo samjh na saka or number kaat leye : P
Re: Rabita
READER waqai kabhi nahi samjha... bad zoq kay sath sath kam aqal bhee hay
Re: Rabita
^koi bat nahi hum jaisay aqal mand logoon ki azmat kam aqloon ki wajah say hee to pehchaane jaate hai : D
Re: Rabita
shukriya, nawazish... aapka thread de rail hogya, i'm out of here
PS: Rabita jaree rakhain, zong ki "Achi SIM" khareedain : p
Re: Rabita
^ lakin main Mohsin nahi hoon hoonh
Re: Rabita
bht umda :k:
*Nahi hota kabhi jo rabita us say mera mohsin *
main khud main doob jata hoon ,
*woh mujh ko mujh main milta hai *
wow nice
Sach ![]()