Raaz

hi guys here are some of my favs i ope u like em too

bohut mushkil hai
her chehray say dil ka raaz parh laina
jo loog gahray hotay hain
pehchanai nahin jatai

dil kai zakhmoon ka undaza
kub hota hai chehray say
sahil say kiya jaan sako gay
darya kitna gehra hai

hath ulghay hoayi resham main
phunsa bhatain hain
ubb bata kis dhagay ko juda kis say karain

[This message has been edited by suham (edited May 24, 2002).]

wah,
kya baat haye…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

*dil kai zakhmoon ka undaza
kub hota hai chehray say
sahil say kiya jaan sako gay
darya kitna gehra hai *

zabardast

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


wo poochtay rahay main sunati chali gaye
kholay hay raaz jaise koi raazdaan kay saath

Nice..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif