Raat Ko .....

Raat Ko Sazaa Di Jaa-ye
Ik Shama Jala Di Jaa-ye

Re: Raat Ko .....

Raat Ko Sazaa Di Jaa-ye
Ik Shama Jala Di Jaa-ye

**wah wah .....

Ek Parwana Mita diya Jaa-ye

**

Re: Raat Ko .....

nice

Re: Raat Ko .....

Raat youn dil main teri Khoi hoi yaad aie
Jayse wairanay main chup k se bahar a jaye
Jayse sehara main chalay baad-e-naseem
Jayse Baymar ko be-wajhe Qaraar ajay.