Qalam! yeh kehta hay aaj bohut
Lekho Phir say naam uss ka
Bad azz naam lekho salam apna
phir kuch haal kuch bayaN lekhna
khushk pat’ay, chand sokhay gulab lekhna
Aay meray dost Qalam!
Huma nay to Jaan rakh di hay
Dil ki kitab rakh dii hay
Kuch Larak’pan kay din
Jawan sham ki rakh di hay
Ab to apni manzil Hum nay …
Lambhi Tanha raat rakh dii hay
Abb jee yeh karta hay
Raat ki raat rahay
Sard ho sunsaan rahay
Dil dard say anjaan rahay
Pyasi Roh lamakan rahay
subh dum gar koi daikhay ~Azad ankhon main buss eik tara ho
jo ussii naam ka iste’aara ho
Jab chawal khanay ko miltay hain to aksar logon ko maza aa hi jata hay ......... albata aap ki bat alag hay aap ttehray karayla or woh bhi neem charra :D