raat khamoosh hai chand madhoosh hai
tham lena mujhy ja raha hoosh haiiii
milan ki dastan dharkanoon ki zabaan
ga rahi hai zameen sun raha aasmaann
gunguna ti hoi dey rahi hai sada…
sard is raat ki gaarm aaghoosh hai..
mehekti ye fiza jesy teri adaa…
chaa raha rooh per jane kesa nashaaa
jhomtahai jahan ajab hai ye samaan..
dil ke glzar main ishq per zor haiii