raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

oh achchhaa…GS par to shaadii ke KhowaahaaN Gappies and Gappans kii to lambii qataar lagii hai…aapkaa kaun sa number hai line meN? :cb:

maiN to jab jab aage aataa huN tab tab log mujhe dhakke maar ke peechhe kar dete haiN! :smiley: