Raat guzarni hay.........

**Sardar Sundar singh hospital main thay… main ne ja kar hal pochha, dekha ke saray jism par patiyan aur plastar laga hay…mian ne pochha kia hoa? tu suniye… kehnay lagay
****" yar , kal raat ko super highway par car kharab ho gai, koi taxi na mili, koi gadi na aai, main ne socha sath walay gaon main hi raat guzar leta hon, gao chhota sa tha,main ne ja kar aik door knock kia, baba g bahar aye tu mian ne pochha
“janab,room milay ga?” … " kion ?" ****main ne kaha raat guzarni hay…
baba g bolay " g hamaray ghar main jawan ladkiyan hain aur aik hi room hay,ham apko nahin rakh saktay…" khair… main dosray ghar main gaya aur knock kia aur pochha " janab room milay ga? … " kion..?" main ne kaha raat janab raat guzarni hay, tu same jawab aya " hamaray ghar jawan ladkiyan hain, raat nahin rakh saktay…" main next door par gaya tu soch ke yar pehlay hi clear kar lon, main ne knock kia aur pochha

“Janab, aap ke ghar Ladkiyan hain ?”
"… oye kion? "
“O g, raat guzarni hay…”**