Raat din gardish main hain saat aasman

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

aasmaan bhi gardish mein hoty hain:hmmm:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

shayari main kuch bhi ho sakta hai.. waise aasman main mojud her cheez hi gardish main hai.. jo ruka wo toot ke kahin gir gaya

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

aasman ki har cheez gardish mein hai laikin aasman nahin

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

kia pata aasman bhi kisi ka tawaaf karta ho

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

sarh satti

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

boht gehri baat kar di aap ne

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

ghalt bbaat vo kisi ka tawaf nahi kerta
molvi zeher ka piyala pila denge
kisko pilaya tha
jisne kaha tha zameen ghumti hy

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

molviyon ne nahin pilaya tha Arsto ko zehr piyala... waise aasman to dhuwan hai.. dhuwan ek jagah thoDi rukta hai

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

us waqt k aalm hi thy
vohi tha ?

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

Qasam Cleopatra ki.. wohi tha

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

heein uska chaker us se tha:eek:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

wo to uss se 300 saal baad aai thi.. lekin chakr uss ne boht chalae the

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

aasmaan [scientifically] is the end of the atmosphere [200 miles up] after which everything is dark...pitched dark...when you flew on Concorde, you could see earth's curvature and dark dark sky.

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

What is this Concorde? What could be the thought behind Ghalib's line?

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

concorde = supersonic jet

Ghalib se pooch kar bataauuNgaa! :cb:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

Mirza Ghalib in America to suna tha, ab sahib Canda bhi pohunch gaye :hmmm:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

iskaa matlab hai…“aap ne Ghalib film dekhii hai!” :cb:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

mene kion nahi dekhi abhi tak :smack:
kia bacchon k dekhne ki hy :stuck_out_tongue:

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

Jub ghabranay kee zaroorat nahin toh phir shair kyun likha, aisay hee waqt zayah kiya.

Re: Raat din gardish main hain saat aasman

jo ghabrate hain unki tasalli ke liye