RAASTOON KI MURZEE HAI

RAASTOON KI MURZEE HAI

Bay zameen logoon ko
Bay qarar ankhoon ko
Budnaseeb qudmoon ko
Jahaan bhi lay jayein
Raastoon ki murzee hai

Bay nishan jazeeroon pur
Bud guman shehroon mein
Bay zaban musafir ko
Jis turf bhi bhutkaa dein
Raastoon ki murzee hai

Rook lein ya burnay dein
Thaam lein ya girnay dein
Wasl ki lakeroon ko
Toor dein ya milnay dein
Raastoon ki murzee hai…

Utree rungat bhikray gesso(hairs) bheegay pulkein bhehtay aansoo
Ghoor karo tu khud bolein gay is lurki nay pyaar kya hai
******************************
Khulta hai kyoon kissi pay meray dil ka mamla
Shairoon kay intekhab nay ruswa kya mujhay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

~~~~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
“The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up.”
~~~~*

[This message has been edited by Shaam-e-Firaq (edited June 02, 2002).]

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

THANX GUYS