Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne...

**Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne ,
Kar Diya Dil Kisi Patthar K Hawaley Hum ne ,

Haan!! Hume Maalum Hai Kya Cheez Hai Mohabbat Yaaro,
Apna Hi Ghar Jala K Dekhey Hai Ujjaley Hum ne..**

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

:frowning:

Kar kar ke minnaten teri aadaten bigaR din
hum ne apne hathon tujhe sangdil bana dia

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

insan khud apni museebaton ke asbaab paida kerta hai:snooty:

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

hmmm true :frowning:

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

to eska matlab hi hy k jab eshaq ka zaman ho to
janglon mi ja k dera dalde ta k nuqsan na kare apna

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

Hmm…
agar ghar nhi jalana to Aisa krna pary ga

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

ghar jalane ka to sawal nahi esa bhi kia pagal pan

Re: Raastay Khud Hi Tabaahi K Nikaley Hum ne…

ya line to suni hogi…??
Ghar ko aag lag ga`e ghar k Chiraagh sy