Raasta kahan hai?

Re: Raasta kahan hai?

ap q has rhy ho apni zulfain sanmbalo

Re: Raasta kahan hai?

tumhari nahi hay kiya. jealous mat ho

Re: Raasta kahan hai?

Mein nay Suna hay kah :hmmm; Sarri Sardia Meendakian Soti rahti hein aur jaisay he Sardian Khatam hoti hain Billoon say bahir aa jati hain :omg: So finally you are here :wink:

G saheeh pahchana i’m “Aaye Tripoli”

Welcome back Fasadan G :wave:

Re: Raasta kahan hai?

Fasantiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii.. u are back.. :yahoo:

:bb:

with a bang or a dhamaka? kuch na bhi ho to chalay ga.. :smiley:

humain abb mithai khilayen.. oops sorry em on diet.. i need to loose weight :frowning:

Re: Raasta kahan hai?

kehna kia tha ye to samajh hi nahi aya

Re: Raasta kahan hai?

oh, welcome back kehna tha :aisha:

khushi main message bhool gaya :@:

Re: Raasta kahan hai?

Khush Amdeed