FAsanti
February 28, 2010, 5:13pm
21
Re: Raasta kahan hai?
LK
u kee terf seedha kese aata hai raasta if ur smiley is dancin in all kinda ways…
left rite left rite…
log kele say phislte hain sunna tha…
yeh kheere wali baat hai kuch alag see…
ab nahin gummay ga hamara raasta…
aun gee jab bhook hogee kheere kee
FAsanti
February 28, 2010, 5:15pm
22
Re: Raasta kahan hai?
aaha aaha
me really feel like eatin laddoo…
just esay he…
wo itne masoon say lagta hain…
laddoo barray besharam hote hain!
esp when dem r fresh…
ek dam toot jaate hain…
try making em
Re: Raasta kahan hai?
wow great i love fasanti’s sig
FAsanti mera naam ~ bak bak mera kaam;)~
it rocks
FAsanti
February 28, 2010, 5:19pm
24
Re: Raasta kahan hai?
thankoo jee
wese barree dai ho gayee hay…
kay hamari bolti band thee…
bak bak nahin keeya itna…
umeed hay aap sab samajte ho gaye…
yeh kitna mushkil-e-waqt guzra hamre leeye…
hay o Rabba!
bak bak…yehni kay…hamra kaam…ham say sadyon say nahin huwa…
a ‘sardyon’ mai to ham zaroor bak bak karrain gaye jee!
u kee hat barree kaali hai jee…
and
akkhian barree safaid…
kya u under take ho?..
Re: Raasta kahan hai?
hahahahah …haan jee mein hi undertaker hon koi shak
FAsanti
February 28, 2010, 5:23pm
26
Re: Raasta kahan hai?
undertaker be…
aur
heart break kid be?..
combination kee explanation ho jaye…
to
barree meherbaani jee
FAsanti:
LK
u kee terf seedha kese aata hai raasta if ur smiley is dancin in all kinda ways…
left rite left rite…
log kele say phislte hain sunna tha…
yeh kheere wali baat hai kuch alag see…
ab nahin gummay ga hamara raasta…
aun gee jab bhook hogee kheere kee
left rite is liyeh b’coz k kahi u left ya rite na chali jao. kheere se pisalnay ka aalg hi maza hay try karna hay
Re: Raasta kahan hai?
hehhe is ka explanation to nhe de skta mein …
FAsanti
February 28, 2010, 5:26pm
30
Re: Raasta kahan hai?
acha challo koi baat nahin…
har saawaal kaa jawaab nahin hota…
har jaawaab ka apna he saawaal hota hai
Re: Raasta kahan hai?
hehe uffff kesi kesi baaten krti hai ap …
FAsanti
February 28, 2010, 5:31pm
32
Re: Raasta kahan hai?
ok jee…
sab dosto…
ab ijaazat…
ham nai jana hai…
kis nai kaha toilet?
challo kher raaste main wahan be hote jate hain…
anywayz nice talkin to yous again…
and do leave msgs so me can answer u back
hehehe…
have funnn and mazzaaa and be khappyyy
FAsanti
February 28, 2010, 5:33pm
34
Re: Raasta kahan hai?
kyoon jee?
kesi kesi baatain kartee hoon main?..
r u saying me is bak bakking?..
burri baat!
lekin sachee baat!
har sachee baat buri nahin hotee…
har buri baat sachee nahin hotee…
wese y r u uffing? thak gaye ho kya?
FAsanti
February 28, 2010, 5:33pm
35
Re: Raasta kahan hai?
SJ…
jee mill gaya
aap ka phool barra sona way jee!
Re: Raasta kahan hai?
yeh kya ap ka signature kahan gya ???
haan jee mein to thak gya
apki BAK BAK sun kay
FAsanti
February 28, 2010, 5:36pm
37
Re: Raasta kahan hai?
hehehe!
sign na janun kabhi kabhi dissappears…
like urs does too…
challo me will train u like others here to endure my bak bak!