Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

**Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.
Pher Se Be-Sarfa Ujjarr Jane Ka Musam Aaya.

Kanj-E-Gurbat Mein Kbi Gosha-E-Zindan Mei Thay Hum.
Jan-E-Jaan Jab Bhi Tere Aane Ka Musam Aaya.

Ab Lahu Rone Ki Khawish Na Lahu Hone Ki.
Dil-E-Zinda Tere Marjane Ka Musam Aaya.

Kocha-E-Yaar Se Har Fasal Mein Guzre Hain Magar.
Shayad Aab Jaan Se Guzar Jane Ka Musam Aaya.

Koi Zanjeer Koi Harf-E-Khard Le Aaya.
Fasal-E-Gul Aai K Divane Ka Musam Aaya.

Seel-E-Khoon Shahr Ki Galiyon Mein Dar Aaya Hai FARAZ.
Aur Too Khush Hai K Ghar Jane Ka Musam Aaya.

http://2.bp.blogspot.com/-hjzQ-TZXisM/UbV-YFo-_-I/AAAAAAAAE58/NFOR9n5tIQs/s320/81390-764317.jpg

**


Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

Harf e Khard??

Likhe Moosa, paRhe Essa.

Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

farz se puchen mene nahi likhi :emmy:

aqal wali baat

Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

:hmmm:…Aapka or Aqal ka Door Door ka bhi koi rishta nhi…?:stuck_out_tongue:

Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

wah :k:

Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

kiaa kron baba k dany nahi khai na ap ki tarah:mocking:

Re: Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.

Nice