kitnii saHeeH aur kitnii lateef baat kahii shaa'ir ne. yehii musalmaanoN kaa almiya hai k jis kitaab se hidaayaat lenii thii aur un hidaayaat ko amali jaama pahnaanaa thaa use ham ne sajaa kar juzdaanoN meN rakh kar taaqoN par rakh diyaa, uske neeche se dulhan nikaal di, uskii ta'veez banaa kar gale meN laTkaa li aur bas apnii du'aaoN kii qubooliyat kaa zariiya banaa liyaa...kia hii bhalaa hotaa agar ham is Qur'aan ko seene se lagaa kar rakhte, isko paRhte, isko samajhte aur isko apnii zindagiyoN meN laate. Allah ham sab ko hidaayat de...aameen