Re: Quran aur science
Mughal jaaneman …
Aap ki ye baat …
… ko “drust baat” nahein maanunga
Aap ki wo taumat … wo baat kahne par ya mere naana daada Qur’an ke baare mein kahne par sirf ye farq hai … ke mein apne naana daada ki baat zyaada behtar samjoon ga kyon ke main un ki zaat mein se hoon, ya nai mera faida un ka faida hai …
Ek tarf aap keh rahe hein ke “baat haq ke mayaar per poori utre” lekin aap ka ilzaam - ulama per … haq ke mayaar per poori utr rahee hai?