**R U Agree ky girls education per pabandi laga di jaay?****Yani Education ko cindition n abaniya jaay magar ducation se rokna aik condition ho sakta hai:hmmm:
PS: For good they did her baat per ham keh daity hain waisy Good hu kiya raha hy Arab duniya main. Baghyr muqadmy ky sir ura diy jaty hain. GwantanMobe ka rona roty nahi thakty. Ju khud baghyr muqadma baghyr gwahi Sir qalam kerty hain uMra ky liy giy log woh aylan sunty hain or manzar daikhty hain bataty hain. Ye CNN ya BBC ki khabrin nahi sir bataiy on Arbon main Russia sy aai hoi Prostitutes mashhor hain atti hain duniya bher se jinhin y ejaneezain kehty hain. Janab merd ki lust per koi qabo nahi 4 shadion ka hukam nahi hy sirf ijazat hai or woh bhi insaf ki condition ky sath jahil log bas “Ay ty Allah da hukam ay asi nai bol sakde” keh ker mutasir hony waly bachon or orat ke haq per tu baat kerny nahi daity. BAqi I am out of this thread now bye:waves:
**