KhUlii Jo Aankh To wOh Tha Na wOh Zamana Tha
Dehaktii Aag Thi tAnhAii Thi Fasana Tha
GhamOun Ney Baant Liya hAi mUjhey yOun Aapas Mein
K jAisey Main kOii lOota hUa Khazana Tha
![]()
KhUlii Jo Aankh To wOh Tha Na wOh Zamana Tha
Dehaktii Aag Thi tAnhAii Thi Fasana Tha
GhamOun Ney Baant Liya hAi mUjhey yOun Aapas Mein
K jAisey Main kOii lOota hUa Khazana Tha
![]()
Re: Qitta.....................
Bohat umda Qatta hai, thank you for sharing.
Re: Qitta.....................
Bohat umda Qatta hai, thank you for sharing.
App ka Zouq he acha hai.............:)
Re: Qitta…
:sigh:
nice :k:
Re: Qitta.....................
Thanks Deep_Ocean...............:)
Re: Qitta…
itna barha jooth?
sara zamana aapke saamne hi hai, aapke “woh” nahi to kya hua ![]()
P.S: nice one :k:
Re: Qitta…
**well app nahin samjho gay…
**
Maree talab tha aik shaks,jo nahin mila tu phir
hath du’a say yun gira k bhool gaya sawaal bhi
Re: Qitta…
**to samjao zara mujhe
**
Re: Qitta…
shair parho…samajh jao gay…![]()
Jahan pholoon ko khila tha wahin khiltay tu acha tha
Tum he ko hum nay chaha tha tum he miltay tu acha tha
Ab baat samajh mein aee ya nahin:confused:
Re: Qitta…
P.S) phool to sehra aur chappar mein bhi khilte hein
P.S 2) agar kisi aur se mile to kya burai hui
P.S 3) mein abhi bhi nahi samjha ![]()
Re: Qitta…
Hmmmmm…
Prince app nahin samjho gay…Rahnay du
Re: Qitta.....................
shayad aapko samjhana nahi aaya :D
Re: Qitta.....................
shayad aapko samjhana nahi aaya :D
koshish tu ki thee............Magar app ki Aqal shareef mein baat nahin aa rahee........
baat ye hai .........
When u get the** Best** You Leave The Rest!
:) Ab aee baat samajh
Re: Qitta…
**oh! thora thora samajh raha hoon ![]()
so it means u got the best (us)
now u can leave others to rest
**
Re: Qitta…
:)…shukar hai app ko samjh aa gae warna maree samajh jawaab day rahee thee:D
Re: Qitta.....................
lol! bus umeed hai ke aapko aapke "woh*" mil jayen :D*
Re: Qitta.....................
lol! bus umeed hai ke aapko aapke "woh*" mil jayen :D*
Dua'on mein yaad rakhiay ga...............:)
Re: Qitta…
Awsome sharing Sjay
u r goin well in intikhaab :k:
Re: Qitta…
Thanks Sid…![]()
Long time No see…kahan hotay ho app?![]()
Re: Qitta…
:hinna:
Nice :k: