Re: Qisse kahaniyaaN - Religious stories
Allah paak kee Qasam! buchpun maiN jub Daastaan-e-Ameer-e-Hamzah kee 10 jildaiN paRheeN theeN tau pehli jild kay deebachaY maiN takhlees nigaar naY jiss puraanaY zamaanaY maiN baRay booRhooN kee kahaaniYaaN bayaan karnaY kee aadat kaa tazkarah kiYaa thaa, min-O-u'nn yahaaN par ayaaN hai :-D