Qismat

Qismat meri jiss qelam say likhi gai thi
Woh qelam aaj tak noha ger hai jaanta hoon main
Jo mera tha woh mujhey na mil saka
Kion? yeh baat bhi janta hoon mai
Tum aye meri zindagi mai, aa ker chalay gaye
Kaisay? Yeh baat bhi jaanta hoon mai
Ab to ghum-e-janan hai zindagi kay saath
Maut ayi to isska saath bhi choutay ga, janta hoon mai
Ab ask bahana chour diye hain mai nay
Yeh ghum bhi sab tumharay hain jaanta hoon mai
Milna, bicherna, terapna aur sissakna
Yeh sab baab piar kay hain janta hoon mai

Re: Qismat

nice collection janwar saab

Re: Qismat

yeh sab aap to nahi likh saktay.. :konfused:
very nice mashAllah… :k:

Re: Qismat

well DHTN its my own :) not all but this one is mine n ankhaaiyan

thanks DIL Dhoonta .

Re: Qismat

:eek:

Wat do U mean… NOT ALL… O ye… Jo tumhari naheeN haiN … Unko Dooosray Forum pe post karo yar :smack2: