Kahin Tum Apni qismat Ka Likha Tabdeel Kar Letay
To Shaed Hum Bhi Apna Rasta Tabdeel Kar Letay
Agar Hum Waqiaa Kam Hoslaa Hotay Muhabbat Mein
Marz Bharne Se Pehlay Dawa Tabdeel Kar Letay
Tumharay Sath Chalne Per Jo Dil Raazi Nahin Hota
Bohat Pehlay Hum Apna Faisala Tabdeel Kar Letay
Tumhari Tarah Jeenay Ka Hunar Aata to Phir Shayad
Makaan Apna wohi Rakhtay Pata Tabdeel Kar Letay
Judaai Bhi Na Hoti Zindagi Bhi Sahal Ho Jati
Jo Ek Dusray Se Masla Tabdeel Kar Letay
Bohat Dundlaa Gaya Hai Yaadoon Ki Rim Jhim Mein Dil
Saada Woh Mil Jata To Hum Bhi Aaina Tabdeel Kar Letay
Very very very niceeeeeeeeee deep nd touchy nd so true...
Agar Hum Waqiaa Kam Hoslaa Hotay Muhabbat Mein
Marz Bharne Se Pehlay Dawa Tabdeel Kar Letay
Tumharay Sath Chalne Per Jo Dil Raazi Nahin Hota
Bohat Pehlay Hum Apna Faisala Tabdeel Kar Letay
:(
S p l e n d i d Indeed
Beautiful.
thx for sharin peepa..
Nice one and thanks for sharing,
Paish-e-khidmat hai:
tere vaade par jiye ham to ye jaan jhuuTh jaanaa.N
ke Khushii se mar na jaate agar aitabaar hotaa
ko_ii mere dil se puuchhe tere tiir-e-niimakash ko
ye Khalish kahaa.N se hotii jo jigar ke paar hotaa
kahuu.N kis se mai.n ke kyaa hai shab-e-Gam burii balaa hai
mujhe kyaa buraa thaa maranaa agar ek baar hotaa
kahuu.N kis se mai.n ke kyaa hai shab-e-Gam burii balaa hai
mujhe kyaa buraa thaa maranaa agar ek baar hotaa
waah Saqi jee....zabardast...
thnx for sharin
[QUOTE]
*Originally posted by coolpeepa: *
kahuu.N kis se mai.n ke kyaa hai shab-e-Gam burii balaa hai
mujhe kyaa buraa thaa maranaa agar ek baar hotaa
waah Saqi jee....zabardast...
thnx for sharin
[/QUOTE]
CP Ji,
Thank you