Qayamat ka saal hai

Tera firaaq, dil ki tabaahi, ruton ka khauf
Meray liyee yeh saal qayamat ka saal hai

Re: Qayamat ka saal hai

ab jo hona tha vo to ho gaya
dil ko khona tha so kho gaya
yi mera hi abhi aamad hue hi:bizz:

Re: Qayamat ka saal hai

:naak:

Re: Qayamat ka saal hai

mohabat ka VIRUS na phelaoo :emmy:

Re: Qayamat ka saal hai

:smack: aanson kubse mohabbat ka virus ho gaye

Re: Qayamat ka saal hai

kia pata aansoun me ghus jae
mohabat to kahen bhi ja sakti hi
usi pakra thora ja sakta hi:cb:

Re: Qayamat ka saal hai

not true :snooty:

Re: Qayamat ka saal hai

mphabat ko raka ja sakata hi:eek: :eek:

Re: Qayamat ka saal hai

Yes :D

Re: Qayamat ka saal hai

nahi :frowning: dabaya ja sakta hi khod se jhut bol ke:halo:

Re: Qayamat ka saal hai

Qayamat ka saal.. bijli ghayab aur temperature high.. ooper se Raja Rental PM bun gae :bummer:

Re: Qayamat ka saal hai

ofcourse sub kiya ja sakta hai…its all in the mind you see :mehr:

haan I heard abt tht :bummer:
Allah rehem karey.