Qatra Qatra rone wala .... :'(

***Qatra Qatra rone wala
gham o rooh baghone wala
mai to hamiesha sa hi aisa hoon
harne wala , khone wala
Qatra Qatra rone wala

beet giya phoolo ka mausam
socho o haar prone wala
mera dil ek ziddi bacha
rote rote sone wala
Qatra Qatra rone wala
tere darr say laut aya
piyar ka naam daubne wala***

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

:k:

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

***oohh khudya …!!

ohh khudya
woh kon tha, woh kiya tha
dikhne mai ek gada
dil ka badsha
mai kiya thi..
ek husan ki malka
pir piyar ki bhooki bhikaran
woh sab daan ker reha tha
mubhat, ulfat, qurbat
mai sab smaeet rehi thi
taar taar gholi mai apni
ek bewa raat thi
pir ek nayee subha ki suhag raat
mai socho k tane banoo mai uljhi
her zaviyoo say use daikhti rehi
phir yak-daam cheekh k boli
bas karoo , abb bas karoo
oh khudyaa
abb bas karoo
yeah sab daan apne wapis lay loo
in say hawas ki boo aati hai
woh ja chukha tha
woh us ki bay-basi
or apni jheet per hans rehi thi
us nay barii hoshyari say
mubhat ka Qatal kiya
or dafna diya … !! :teary2:***

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

kia baat hai :k:

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

nysh praa g :k:

Re: Qatra Qatra rone wala .... :'(

thanks :D

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

Nice sharing sarmad.. :k:

Re: Qatra Qatra rone wala … :cry:

Zabardast … :k: