Qanoon kay haath

Qanoon kay haath buhat lambay hotay hain](http://ca.news.yahoo.com/s/afp/080918/oddities/egypt_animal_justice_offbeat)

Laikin itnaaaaaaaaaaayyyyyyyyy lambay hotay hain :eek:
mujhay nahi pata thaa

Sub gadhay hooshiar ho jaieN :aq:

Re: Qanoon kay haath

lol but i don,t think so in pakistan qanoon kia haath hotay hai i think they are handless or helpless

App ki gardan tak puhanch giy kiya:hmmm:

Re: Qanoon kay haath

:gadha:
kissi ki itni majaal nahi :smokin:

haath kaya inchi tape se naapay jaatey hain jo pata chal jaaye ke lambaaaaaaaaaaaay hotay hain

Re: Qanoon kay haath

mai nai tou yai bhi sunna hai kanoon andha hoota hai:)

or muhubat bhi:D

to kiyaa mohabbut ke haath bhi lumbat hotay hain

Os ghareeb ky tu hath shanon sy katy hoty hain:(

Re: Qanoon kay haath

Looli bhi aur Andhi bhi .. BaRee maazoor mohabbat he aap ki

:smilestar: Special! kahu:D

Re: Qanoon kay haath

mohabbat karnay walay kam na hooN gay :blush:
Tairee mehfil main laikin hum na hooN gay :frowning:

Re: Qanoon kay haath

^^ Kion kiss ki mehfal main chaly:aq: