KKF
18
Re: Qahba???
lolz…khodaa pahaaR magar choohiyaa bhii na nikli…vaise, it was interesting thread.
amriika aur KanaaDaa meN to prostitutes khakhaartii nahiiN haiN bal k poochhtii haiN…“looking for good time?” OR “looking for company?”
ma’soom log kah dete haiN k “yes, looking for General Electric company”. vo sar peeT letii hai apnaa! :hehe: