Qadri announces an end to Islamabad Dharna

Re: Qadri announces an end to Islamabad Dharna

Ghusa kyoN hotay ho bhai, doctor ka nuskha tha, subah sham, do qasmaiN, teen buhtanooN aur do chatank dhamkiyooN kay saath KhayaiN, afaqa hoga…

dekhtay nahi kay SS abhi tak fit haiN…IK shadi kay charooN maiN haiN…