Re: Qaafiya Game
coconut trifle
falafel ![]()
hasil , qatil ,jahil, kahil
Next be rukhi ![]()
Re: Qaafiya Game
coconut trifle
falafel ![]()
hasil , qatil ,jahil, kahil
Next be rukhi ![]()
Re: Qaafiya Game
Is It Rookhi ?
Sookhi ![]()
Re: Qaafiya Game
ye be rokhi hai ![]()
means mou moor lena ![]()
kuch nahi samjhtey ![]()
Re: Qaafiya Game
iss “be rokhi” par to Goongay diyan ramzan goonga jannay wala muhawara yaad aa gia ![]()
Yah “Berukhi” ya “Bay Rukhi” likha jata hay, aik tou yah qoum SMS likh likh kar apna baira gharag kar chuki hay :hinna:
Re: Qaafiya Game
Shah Surkhi ![]()
Next: shah sawar
Re: Qaafiya Game
Fojdaar
Next : Raqaabat
Re: Qaafiya Game
Shabahat
Next: Haqdar
Re: Qaafiya Game
taik nahi hona tha:hmmm:
Re: Qaafiya Game
sorry ma mistake
Re: Qaafiya Game
, badbodaar
sorry ![]()
Perdadar,silsilawaar
Next fanaaah
Tere ishq mae fanaah hu jaun ![]()
Re: Qaafiya Game
Sana
Next: Sahil
Re: Qaafiya Game
maA'il
Next khasara
Re: Qaafiya Game
O paai Hum maa nahi hain:smack2:
Re: Qaafiya Game
Thanks for the info paeen ![]()
Re: Qaafiya Game
Thanks for the info paeen :@:
koi gal nahi
aankhein check karwaalo paai
Re: Qaafiya Game
koi gal nahi
aankhein check karwaalo paai
inn he kay sath guzara karna paray ga aab tou!
Re: Qaafiya Game
inn he kay sath guzara karna paray ga aab tou!
theek hai
to fir jab koi baat samjh na aa rahi ho to saath waale se pooch lena
warna sote parne ka v qawii imkaan hai
Re: Qaafiya Game
theek hai
to fir jab koi baat samjh na aa rahi ho to saath waale se pooch lena
warna sote parne ka v qawii imkaan hai
sottay aur soteon kay tou aadi ho chukay hain hum bhai, agar kissi din nah lagain tou bore bore din guzarta hay :p
Re: Qaafiya Game
sottay aur soteon kay tou aadi ho chukay hain hum bhai, agar kissi din nah lagain tou bore bore din guzarta hay :p
wah re qismat
Mubarik ho
Re: Qaafiya Game
maA'il
Next khasara
Gaarah
Next Dhoom