Qaafiya Game

Simple game.

A poster will post a word and the next poster will have to post as many as rhyming words (qafiya) for that word.

Next poster will then give next word for qafiya.

Easy?

Lets start with an example first:

Sanam… Janam, Qasam, Bharam, etc

Re: Qaafiya Game

1st word:

Raahat

lets how many qafiyas we can produce for Raahat :chai:

sitam

Re: Qaafiya Game

Raahat ke bataiye aur next word bhi dejiye

rahat-chahat

next word-karna

Re: Qaafiya Game

Chaahat,bhinbhinahat(bee),wajahat,baadshahat

koi ghalat ho to batao:smokin2:

Re: Qaafiya Game

Karna - Bharna

Next word naseeb

Re: Qaafiya Game

naseeb... ajeeb, qareeb, ghareeb, raqeeb

next word: sawaal

Re: Qaafiya Game

larna,marna,pakarna,bicharrna,ragarna

waghera waghera:smokin2:

Re: Qaafiya Game

qafiye to sahi hain.. lekin lafz itne bhari hain ke shayad hi kisi ghazal main istemaal kiye gae hon

Re: Qaafiya Game

raal,kaal,jaal,wabaal,janjaal,

Re: Qaafiya Game

awain Hamari teacher Humein aadhe number deti thi:hoonh:

Re: Qaafiya Game

malaal, roomal, kamal, jamal, jalal, khayal, etc

Next word kon dega?

Re: Qaafiya Game

Aap hi de dijiye

Hum to chale apna hissa daal k:sunnyboy:

Re: Qaafiya Game

is laRii meN kaar-e-qaafiya_bandii is qadar sehl banaa diyaa gayaa hai k inshaa Allah kisii kaa ‘qaafiya tang’ nahiiN hogaa! :cb:

ab, qaafiya bandii itnaa bhii aasaan kaam nahiiN! :hmmm:

Re: Qaafiya Game

Next word:

Raat

Re: Qaafiya Game

baat, paat, saat, zaat, maat

next word:

bhurkas :D

Re: Qaafiya Game

Bhurkas, Sarkash, Turkush :snooty:

Next word: raqs

Re: Qaafiya Game

http://tcsconnect.com/media/catalog/product/cache/1/image/1200x1200/9df78eab33525d08d6e5fb8d27136e95/9/6/9693524276.jpg

sana

Re: Qaafiya Game

Sana... Fana

Next: nayaab