For Dushwari 4 her wonderful wishes … 
And ofcourse, 4 everybody else as weLL
piyaar mujh say jo kia tum nay to kya paao gi
mere halaat ki aandhi mein bikhar jaao gi
ranj or dard ki basti ka mein baashinda hoon
ye to bas mein hoon k is haal mein bhi zinda hoon
khwaab kyoun daekhoon wo kal jis pay mein sharminda hoon
mein jo sharminda hua, tum bhi to sharmaao gi

kyoun mere saath koi aur pareshaan rahay
meri dunya hai jo weeraan to weeraan rahay
zindagi ka ye safar tum ko to aasaan rahay
hamsafar mujh ko banaao gi to pachtaao gi

aik mein kya abhi aaein gay deewaanay kitnay
abhi goonjein gay muhabbat k taraanay kitnay
zindagi tum ko sunaaey gi fasaanay kitnay
kyoun samajhti ho mujhay bhool nahi paao gi

Re: pyar muj se jo kia tum ne
wow bohat khoob G
chalien Dushwari G ki Dushwari bhi hal ho gaie:)
Re: pyar muj se jo kia tum ne
guud one g
Re: pyar muj se jo kia tum ne
thanks aabla-pa
this si sso nice of you.
it resonates perfectly with what i feel.
For Dushwari 4 her wonderful wishes ..... :)
And ofcourse, 4 everybody else as weLL
piyaar mujh say jo kia tum nay to kya paao gi
mere halaat ki aandhi mein bikhar jaao gi
ranj or dard ki basti ka mein baashinda hoon
ye to bas mein hoon k is haal mein bhi zinda hoon
khwaab kyoun daekhoon wo kal jis pay mein sharminda hoon
mein jo sharminda hua, tum bhi to sharmaao gi
piyaar mujh say jo kia tum nay to kya paao gi
kyoun mere saath koi aur pareshaan rahay
meri dunya hai jo weeraan to weeraan rahay
zindagi ka ye safar tum ko to aasaan rahay
hamsafar mujh ko banaao gi to pachtaao gi
piyaar mujh say jo kia tum nay to kya paao gi
aik mein kya abhi aaein gay deewaanay kitnay
abhi goonjein gay muhabbat k taraanay kitnay
zindagi tum ko sunaaey gi fasaanay kitnay
kyoun samajhti ho mujhay bhool nahi paao gi
piyaar mujh say jo kia tum nay to kya paao gi
Re: pyar muj se jo kia tum ne
Very nice verses! n the words r really touching!