pyar ki dua!

"jab tere din main jiya karte the hum nahin chup chap phira karte the such sumajhte the tere waidon ko rat din ghar main raha karte the ghar ki diwaar sujane ke lie hum tera naam likha karte the wooh bhi kya din the bhula kar tujh ko hum tujhe yaad kiya karte the jub tere dharhak main dil dukhta tha hum tere haq main dua karte the

:flower1:

jab sawan main tanha bheego gay

jab sawan main tanha bheego gay jab angan khalee pao gay jab sahil say takrati lehron main apni tanhae main kho jao gay jab raat kay tanha daman main tum chaand ko adha pao gay jab khud say batain kartay kartay tum door kahin kho jao gay jab dil ki baat chupanay ko ham say nazar tum churao gay "main tum say mohabat karti hoon" har baar yay sunna chaho gay in sab lamhon main jaan lena kay tum tum nahi "HUM" ban jao gay......

:)

in sab lamhon main jaan lena kay
tum tum nahi “HUM” ban jao gay…

Wah wah swera :k:..Zabardast :slight_smile:

buhut acha...

:)

nice selection

:k:

Nice… :k:

Re: pyar ki dua!

nice dua hai by the way kis kay liya dua kar rahi ho

Thanksss everyone......:)